Posts

The Opening Qasida

  Ya Rabbi şalli ‘alā Muḥammad Ya  Rabbi ṣalli ‘alayhi wa sallim Ya Rabbi ṣalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi balligh-hu 'l-wasilah Ya Rabbi şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi khuşşah bi 'l-fadilah Ya Rabbi  ş alli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi wa 'arḍā 'ani 's- ṣaḥābah Ya Rabbi şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi wa 'arḍā 'ani 's- sulalah Ya Rabbi şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi wa 'arḍā 'ani 'l- mashāyikh Ya Rabbi şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi farḥam wālidīna - Allahumma şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi warḥamnā jamī'an Allahumma şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi warḥam kulla Muslim Allahumma şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi waghfir li-kulli mudhnib Allahumma şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi yā sāmi' du'ānā - Ya Rabbi salli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi lā taqṭa‘rajānā Ya Rabbi şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi ballighnā nazūruh Ya Rabbi salli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi taghshānā bi nūrih Ya Rabbi şalli ‘alā Muḥammad , Ya Rabbi ḥifṇānak wa amānak Ya Rabbi şalli ‘alā...

Tu Kuja Man Kuja | Sufi Kalam

Tu Kuja Man Kuja,  Tu Kuja Man Kuja Tu Ameer-E-Haram Main Faqeer-E-Ajam Tere Gunn Aur Yeh Lab Main Talab Hi Talab Tu Ata Hi Ata Main Khata Hi Khata Tu Kuja Man Kuja,  Tu Kuja Man Kuja Ilham Hai Jama Tera,  Qur'an Imaama Hai Tera, Mimbar Tera Arsh-E-Bari,  Ya Rehmatullil Aalameen. Tu Kuja Man Kuja,  Tu Kuja Man Kuja Tu Haqeeqat Hai Main Sirf Ahsaas Hu, Tu Samandar Main Bhatkti Hui Pyaas Hu, Mera Ghar Khaak Par Aur Teri Reh Guzar, Sidratul Muntaha. Tu Kuja Man Kuja,  Tu Kuja Man Kuja Aye Farishto Woh Sultan-E-Me'raj Hai, Tum Jo Dekhoge Hairaan Ho Jaaoge, Zulf Tafseer-E-Wal'Lail Ban Jaayegi, Chehra Qur'an Saara Nazar Aayega. Mere Aaqa Imaam-E-Saf-E-Ambiya, Naam Pe Unke Laazim Hai Salle Ala.. Tu Kuja Man Kuja,  Mustafa Mujtaba Khatimu'l Mursaleen,  Ya Rehmatullil Aalameen. Tu Kuja Man Kuja,  Tu Kuja Man Kuja Khairul Bashar Rutba Tera, Aawaaz-E-Haq Khutba Tera, Aafaaq Tere Saame'een, Saais Gibreel-E-Ameen, Ya Rehmatullil Aalameen. Tu Kuja Man Kuja...

Meri ulfat Madine se yun hi nahi

Meri ulfat Madine se yun hi nahi  Mere aaqa ka rouza Madine mein hai Mein Madine ki jaanib na kaise khinchu Mera deen or duniya Madine mein hai (My love for Madinah is not without reason, For my beloved’s resting place is in Madinah How can I not feel drawn toward Madinah, My faith and my world are in Madinah.) Arsh-e-Aazam pe jis ki badhi shaan hai Roza e Mustafa jis ki pehchaan hai Jis ka hum palla koi mohalla nahi Ek aisa mohalla Madine mein hai (The one whose greatness is above the highest Throne,The resting place of Mustafa ﷺ is its identity. A neighborhood like no other in the world exists, Such a blessed neighborhood is in Madinah) Phir mujhe mout ka koi khatra na ho Mout kya zindagi ki bhi parwah na ho Kaash Sarkaar ek baar mujh se kahe  Aa tera jeena marna Madine mein hai (Then I would no longer fear death, Nor care for life itself. If only the Prophet ﷺ once said to me, "Your living and dying are in Madinah.") Sarware dee jahaa se dua hai meri Ye budo chash...

Tera naam Khawaja-E-Khwajgaan | Manqabat | Gareeb Nawaaz

Tera naam Khawaja-E-Khwajgaan Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool-e-Pak Ki Aal Hai (Your name is Khawaja of Khawajas, Your name is Khawaja Moinuddin, You belong to the noble lineage of the Holy Prophet.) Teri Shaan Khawaja-E-Khwajgaan Teri Shaan Khwaja Moinuddin Tujhe Bekason Ka Khayaal Hai (Your grandeur is unmatched, Khawaja of Khawajas, Your grandeur, O Khawaja Moinuddin, You are ever mindful of the destitute.) Mera Bigda Waqt Sawaar do Mere Khwaja  Mujh Ko Nawaz  Do Teri Ek Nigah Ki Baat Hai  Meri Zindagi Ka Sawaal Hai (Set my troubled times aright, O my Khawaja, bestow your blessings upon me. With just one glance from you, My life’s destiny will be transformed.) Mein Gada-E-Khwaja-E-Chisht  Hoon Mujhe Is Gadayi Pe Naaz Hai Mera Naaz Khwaja  Pe  Kyun Na Ho Mera Khwaja Banda Nawaz Hai (I am a humble beggar at the door of Khawaja Chishti, And I take pride in this humility. Why should I not take pride in my Khawaja? My Khawaja is the benefactor of humanit...

Bekhud Kiye Dete Hain Andaz Hijabana

Be Khud Kiye Dete Hain, Andaz Hijabana Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon, Ya RasoolAllah Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon, Aye Jalwa Aye Janana ( They leave one overwhelmed, with their graceful modesty. Let me place you in my heart, O radiant beauty, O beloved.) Itna Toh Karam Karna, Aye Chasm-E-Kareemana Jab Jaan Labo'n Par Ho,   Ya RasoolAllah Jab Jaan Labo'n Par Ho,  Tum Saamne Aajana (Grant me this much kindness, O merciful gaze, That when my soul reaches my lips, you come before me.) Ji Chahta Hai Tohfey Mein De Du, Mein Unhey Ankhein Darshan Ka Toh Darshan Ho,  Ya RasoolAllah, Darshan Ka Toh Darshan Ho, Nazranay Ka Nazrana (I wish to offer my eyes as a gift to you, So I may behold you, and offer my sight as a tribute.) Kyun Aankh Milayi Thi, Kyun Baat Badhayi Thi  Abh Rukh Ko Chupa Baithey,  Ya RasoolAllah Abh Rukh Ko Chupa Baithey,  Kar Ke Mujhe Deewana (Why did you meet my gaze? Why did you extend this connection? Now you’ve veiled yourself, leaving me captiva...

Tanam Farsooda jaan para | Farsi Kalam

Tanam Farsooda jaan para, ze hijraan Ya RasoolAllah (S.A.W.) Dilam pazh murdah aawara, ze isiyaan Ya RasoolAllah (S.A.W.) {My Body is weak my soul is in pieces due to your separation, Due to my sins, My heart is weak and becoming enticed, Ya RasoolAllah (S.A.W.)} Ze Karda khaish hayraanam, siyaah shud roz-e-isiyaanam, Pashemaanam Pashemaanam Pashemaanam Ya RasoolAllah (S.A.W.) {I am worried that due to my misdeeds I will be blackfaced on Judgement De, I am in distress!  I am in distress! I am in distress! Ya RasoolAllah (S.A.W.)} Choon Soo-e-Man Guzar Aari, Man-e-Miskeen Zanaa Daari, Fida-e-Naqsh-e-Nalainat, Kunam Jaan Ya RasoolAllah (S.A.W.) {When you pass by me, Then even in my immense poverty, ecstatically,  I must sacrifice my soul on the impression of your Blessed Sandal, Ya RasoolAllah (S.A.W.)} Ze Jaam-e-Hubb To Mastam, Ba Zanjeere To Dil Bastam Na mi Goyam Ke Man Hastam, Sukun Daa, Ya RasoolAllah (S.A.W.) {I am drowned in the taste of your love, and the chain of your l...

Qullul Qulub | (Every heart) | Al-Madad, Al-Madad | Madad Madad

Qullul qulub (Every heart) Qullul qulubi ilal habibi tamilu (Every heart melts in the rapture of the beloved) Wa ma'ibi zalika shaahidun, shaahidun wa dalilu (And for that love I have a witness, a witness and a proof: ) Ammad dalilu iza zakhartu Muhammadan (Regarding that proof, if I mention the name of Muhammad (SAW)) Sarath dumu'ul ashikin at-tasilu (The eyes of the lovers will be overrun with tears) Haza Rasulullah, Haza Rasulullah, Hazal-Mustafa Haza li Rabbil-alamina khalilu (He is the Messenger of God, He is the Messenger of God, He is the Chosen One, He is, to the Lord, a most trusted friend) Al-Madad,  Al-Madad,  Al-Madad, Al-Madad! Ya Rasool Allah! Al-Madad, Al-Madad,  Al-Madad, Al-Madad! Ya Habib Allah! (Aid us, Help us Support us oh God's Messenger! Aid us, Help us Support us oh Most Beloved of God!) Rabbi wa j'al moujtama'na, ghayatouh housnou al khitam  Wa akrimi alarwaha mina, bilka khayri alanam (Oh Lord, grant our gathering a joyous purpose and concl...

Aaj Muhammad Aye Moray Ghar

Aaj Muhammad aye moray ghar Salle ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar ( Muhammad ﷺ has come to my home today , The celebration of blessings resounds in every home.) Ankho'n Mein Maazaagh Ka Surma Sar Par Taaj Warafa’na Ka Husn-E-Mujassam Allahu Akbar ( The eyes adorned with the kohl of Maazaagh, On the head, the crown of "Warafa’na Ka." The embodiment of beauty—Allahu Akbar.) Subh-E-Azal Hai Mukhra Unka Shaam-E-Awad hai Zulf ka saya Unse Hua Har Qalb Munawwar ( His face is the dawn of eternity, The shadow of his hair is the evening of delight. Every heart is illuminated by him.) Mehndi Lagau'n Ghar Ko Sajau Main Angan Mein Naachu' Gaau' Tann Mann Waaru' Unke Charan Par (Let me apply henna, decorate my home, In the courtyard, I shall dance and sing. offering my body and soul at his feet.) Aao Sakhio Mil Kar Gayein Apne Piya Ka Jashn Manayein Salle ‘Alaa Ki Dhoom Hai Ghar Ghar ( Come, dear friends, let us sing together, Celebrate the festival of our beloved. The ce...

ZeHaal-E-Miskin | Amīr Khusrau

Ze-Haal-E-Miskin Makun Taghaful Duraye Naina Banaye Batiyaan Ki Tab-E-Hijran Nadaram Ai Jaan Na Lehu Kaahe Lagaye Chhatiyaan  ( Don’t neglect the plight of the helpless, with your eyes full of promises. I cannot bear the pain of separation, O beloved, why do you press me to your chest and then part?) Shaban-E-Hijran Daraz Chuun Zulf O Roz-E-Vaslat Chuun Umr-E-Kotah Sakhi Piya Ko Jo Main Na Dekhun Toh Kaise Katun Andheri Ratiyaan  ( The nights of separation are as long as your tresses, and the day of union is as short as life itself If I cannot see my beloved, how will I pass through these dark nights?) Yakayak Az Dil Do Chashm Jaadu Ba-Sad-Farebam Ba-Burd Taskin Kise Padi Hai Jo Ja Sunave Piyare Pi Ko Hamari Batiyaan ( Suddenly, your eyes cast a magical spell, comforting me with a hundred deceits. Who cares enough to go and convey my words to my beloved?) Chuun Sham-E-Sozan Chuun Zarra Hairan Mehr-E-An-Mah Bagashtam Aḳhir Na Niind Nainan Na Ang Chainan Na Aap Aave Na Bheje Pat...

Allah Allah Hu Allah | Shaykh Nazim Al-Haqqani | "Love for Shaykh Nazim" | Barakah

This kalam honors the life and teachings of Shaykh Nazim Al-Haqqani , capturing the love and devotion of a follower for his spiritual guide. It serves as a reminder of the Sufi path’s essence: love for Allah and deep respect for the Awliya (saints). ___________________ __________________________________________________________________ Allah Allah Hu Allah, Allah Allah Haq Allah, Allah Allah Ya Allah, La ILaha IL-Allah Hasbi Rabbi Jallallah, Maafi Qalbi Gair'ulallah Noor-e-Mohammad Sallalla, La ILaha IL-Allah - Shijra Paya Siddiqui, Shaykh Nazim Al-Haqqani Rumi Aur Aap Jeelani, Shaykh Nazim Al-Haqqani Allah Allah Hu Allah, Allah Allah Haq Allah, Allah Allah Ya Allah, La ILaha IL-Allah Awliya Tumko Jaane, Awliya Tumko Maney Haqqani Tum Rabbani, Shaykh Nazim Al-Haqqani - Aal-E-Nabi Aaya Hai, Nazim Humne Paya Hai Haza Min Fazli Rabbi, Shaykh Nazim Al-Haqqani Allah Allah Hu Allah, Allah Allah Haq Allah, Allah Allah Ya Allah, La ILaha IL-Allah Meri Nisbat Hai Tumse, Meri K...

Shaykh Nazim Al-Haqqani | Naghma-e-Tasleem | The Melody of Submission | Darwesh banjaa murshid ka

A  Journey in the Annihilation of Self for the Guide This kalam radiates the beautiful teachings of the Naqshbandi tradition, guiding hearts toward humility and divine love through Shaykh Nazim Al-Haqqani's wisdom. For the lovers and followers of Tariqat-e- Naqshbandiyya Aaliya . _________________________________________________________________________________________________________ Allahumma Salli S alli Ala Mohammad  ﷺ , Wa Alaa Aalihi W a Sahbi Wa Sallim   (2) Man Arafaa Nafsahu, F aqad Arafaa Rabbahu Jisne Jaana Hai Khud Ko, U sne Jaana Hai Rabb Ko.. - Darwesh Banjaa Murshid Ka T u Falah Ko Paayega Kabtak Bhatkega Khaadim D eewaana Deedaar Kaa  Allahumma Salli S alli Ala Mohammad  ﷺ , Wa Alaa Aalihi W a Sahbi Wa Sallim   (2) Mai Se Meri Jang Jaari, R ehti Hai Har Dam Khadim  Ek Pal Rehta Roohani, T oh Duja Hai Nafsani Ek Pal Rehta Nafsani, T oh Duja Hai Rehmani - Unki Pohoch Tu Kya Jaane K aaba Qausain Au Adna  Khadim Unke Dil Mein Baith P hi...